Here goes...Each of these songs has a very deep connection with my soul...When I hear them, I go in a trance whose bliss words can't describe. Listen to them and you will know what I am saying...
Powered by eSnips.com |
What is this drama all about?
Powered by eSnips.com |
3 comments:
Ab ke hum bichde to shaayad kabhi khwaabon mein mile
Jis tarah sookhe huye phool kitaabon mein mile
Dhoond ujde huye logon mein wafa ke moti
Ye khazane tujhe mumkin hai kharabon mein mile
Tu khuda hai na mera ishq farishton jaisa
Dono insaan hain to inum itne hijaabon mein mile
kya likha hai likhne waale ne....tu khuda hai na mera ishq farishta hai...waah!!!Dono insaan hain to inum itne hijaabon me mile.
plz explain the last line...
agar dono insaan hai to fir itne hijaabo(hijaab= parda, a veil) mein kyu milte hai. Seedhee bhasha mein kahe to na tum koi bhagwan ho aur na hi mai koi farishta hoon; dono sirf insaan hai - aur agar insaan hai to phir ye jhooth, fareb, chalawa kyu karte hai..itna chupa chupa ke, pardo mein kyu rehte hai..khul k saamne kyu nahi aate...
waah kya khoob kaha hai!! shukriya...
Post a Comment