Aaj Wasim Barelvi sahab ke alfaaz zehen mein aaye:
may chahta bhi yahi tha woh bewafa nikle!
usse samajhne ka koi to silsila nikle!!
kitab-e-mazi ke panne ulat ke dekh zara !
na jaane kaunsa panna muda hua nikle !!
(kitab-e-mazi ke aaurak ulat ke dekh zara !
na jaane kaun sa safha muda hua nikle!!)
Jo dekhne may bohot hi kareeb lagta hai!
usi k ke baare may sochu to faasla nikle!!
may chahta bhi yahi tha woh bewafa nikle!
usse samajhne ka koi to silsila nikle!!
I have picked up the lyrics thanks to Mr. Varun Pauddar from the following link:
http://www.dishant.com/lyrics/song-41662.html
Agar Ghazal sunna chahe to yaha pe hai... Jagjit Singh ki awaaz mein
Mai chahata bhi yahi tha
Her Master Key - Reflections
6 years ago
No comments:
Post a Comment